Har karz dosti ka ada kaun karega, Jab hum hi nahi rahenge to dost kaun karega, Ae khuda, mere dost ko sada salamat rakhna, Varna mere jeene ki dua karega kaun. Friends Forever……
Ek baar Sikandar se puchha gaya ki tum dhan kyon ekatra nahi karte? Tab uska jawab tha ki is darr se ki uska rakhshak bankar kahin bhrast n ho jau…Dhan achchha sewak hai, parantu kharab swami bhi hai.